Posts

Showing posts with the label sapna

Sapno ki duniya

Image
Sapno ki duniya                                             Maine sapno mein dekha tha, ik rishta toot gaya tha.. Haqiqat ki duniya me, koi apna rooth gaya tha.. Koi paiso ki daud me aage, kisi ka bachpan chhoot gaya tha.. Kuch mar rahe the tanhayi mein, koi aankhein moond gaya tha.. Maine sapno mein dekha tha, ik rishta toot gaya tha.. Haqiqat ki duniya me, koi apna rooth gaya tha.. Kuch kismet ke maare the, toh kuch ehankaar ke sahare the.. Rishto ke har ik dariya ke, bas apne-apne kinaare the.. Vo alag alag se raaste, har ghar mein fir bantwaare the.. Sapno ki us raat ke, bade dardnaak nazaare the.. Maine sapno mein dekha tha, ik rishta toot gaya tha.. Haqiqat ki duniya me, koi apna rooth gaya tha.. Fir socha, Shikaayat karu us bh...

Anaath ka Sapna - अनाथ का सपना

*This is my one of best poems* Anaath ka Sapna Main, jiska na koi sahaara tha.. Na khaane ko roti.. Na rehne ko ghar.. Bin maa-baap ke jeeta.. main vo bechara tha.. Gareebi me raha, gareebi me jiya.. Sapno me bhi gareebi dikhti thi.. Na jaane kitni raatein..   Na jaane kitni raatein bhooka so gya.. Bhook mitaane ko bhi zindagi bikti thi.. Jis umar me khelta har koi.. Malmal ke bistar pe sota hai.. Is anath ka bachpan mar gya.. Bina maa ki godd vo rota hai… Maa ki mamta paane ko firta mai maara-maara tha.. Bin maa-baap ke jeeta.. main vo bechara tha.. Na yaad taarikh janam ki.. Jis din mai dharti pe aya tha.. Na yaad akkas vo mamta ka.. Jisne mujhe banaaya tha.. Nahi pata kisne yun chalna sikhaya tha.. Na pata kisne girne pe uthaya tha.. Kehte hai.. Kismat me rona he likha ho.. toh vajah bhi yun ban jati hai.. Maa-baap ke pyaar ki pyaas me.. Is anaath ki zindagi gujar jati hai.. Sapne me ? Sapne me toh main bhi maa ki aankh ka...

People also liked these poems..

वो खिड़की

बारिश सी लगती हैं