Posts

Showing posts with the label rishtey

Kuch Rang Zindagi Ke

Image
Kuch Rang Zindagi Ke Kuch rang zindagi ke.. Ansune se raago jaise.. Kabhi tute toh kabhi jud gye.. Uljhe se dhaago jaise.. Rishto ke bhoj ke tale.. Meri zindagi ke vo ehsaas the.. Pehle bachpan fir jawani..or fir budhapa.. Har padaav ke kissey khaas the.. Paida hote he ban gya.. Maa-baap ki aankho ka taara.. Unke jeene ka maksad or.. Budhaape ka ik sahara.. Vo panne zindagi ki kitab ke.. Kuch behisaab se likh daale the.. Bas hasna rona or fir has dena.. Bachpan ke din niraale the.. Kuch rang zindagi ke.. Ansune se raago jaise.. Kabhi tute toh kabhi jud gye.. Uljhe se dhaago jaise.. Fir zindagi ke us padav me.. Ik pyaar ka jhonka aya.. Meri zindagi ki kitab par.. Yaado ka dhoka aya.. Zimedaari bhare kandho pe.. Umeedo ka bhar bhi aya.. Jeete the jo mauj se ab tak.. Pehli dafa, Samajhdaari ka bhi khayaal aya.. Kuch rang zindagi ke.. Ansune se raago jaise.. Kabhi tute toh kabhi jud gye.. Uljhe se dhaa...

Rishto ki jeet - रिश्तों की जीत

Rishto ki jeet.. Chadta gaya.. main badhta gaya.. Mushkilo se main ladta gaya.. Jeet gaya har khel me.. har haar ko maine hara he diya.. Rishto ke khel me esa fasa.. pyaar ne mujhe jhuka he diya.. Seekha nahi tha kabhi haarna.. ab jeet se bhi darr lagta hai.. Pyaar me jeet mil bhi gayi toh.. kisko yaha apna milta hai.. Apna toh har koi sochta.. dusro ki khushi na dikhti.. Areh ye baazaar hai nafrato ka.. yaha khushiya nahi hai bikti.. Bikta hai toh bas andha paisa.. jo door sabse hai karta.. Mene bhi seekha yahi sab.. kaise sahi rastey pe chalta.. Ab thokar lagi toh akal agyi.. rishto ki keemat bata gayi.. Mujh akad ke putle ko.. mere zameer ko aag laga gayi.. Ab main smajhaa apno ke ehsaas ko.. Jaroori paisa nahi zinda rehne ko.. Rishto ki dorr me lippat kar.. Jeeta hoon main pyaar ki hawa me behne ko.. Hindi Langauge : रिश्तों की जीत चढ़ता गया .. मैं बढ़ता गया .. मुश्किलो से मैं लड़ता गया .. जीत गया हर खेल मे .. हर हार को ...

People also liked these poems..

वो खिड़की

बारिश सी लगती हैं