Veeraangna - वीरांगना
Akeli khadi
thi.. vo ladi thi..
Dushmano se
vo bhidi thi..
Aazaadi ke
vaaste..
Raggo me
bagaavat bhari thi..
Aj bhi
akeli vo khadi hai..
Samaaj me
hum sab rehte hai..
Apne haqq
ke liye jo ladd rahi..
Usey bhi
veerangna kehte hai..
Har ladki aaj
ki lakshmibai hai..
Rajiya sultaan
bhi usme samayi hai..
Samaaj ke
bandhano se jo ladd rhi..
Usey bhi
veeraangna kehte hai..
Kabhi maa,
kabhi behen, toh kabhi patni..
Har rishtaa
usne nibhaaya hai..
Par fir bhi
ghut-ghut ke mar rhi..
Usey bhi veeraangna
kehte hai..
Parivaar ki
ijjatt hai vo beti..
Maa banke
baccho ki dhal hai vo..
Ajj sammaan
ke liye bhi ladd rhi..
Usey bhi
veeraangna kehte hai..
Haan kalpana..
haan kiran bedi..
Jinhone desh
ka maan badhaya hai..
Haan Indira
Gandhi.. haan sania mirza..
Desh ko
aage badhaya hai..
Par..
Roz apne dum
pe jo.. parivaar paal rhi..
Usey bhi
veeraangna kehte hai..
Poems are also available in Hindi..
Poems are also available in Hindi..
वीरांगना
अकेली खड़ी थी.. वो लड़ी थी..
दुश्मनो से वो भिड़ी थी..
आज़ादी के वास्ते..
रॅगो मे बग़ावत भरी थी..
आज भी अकेली वो खड़ी है..
जिस समाज मे हम सब रहते है..
अपने हक़ के लिए जो लड़ रही..
उसे भी वीरांगना कहते है..
हर लड़की आज की लक्ष्मीबाई है..
रज़िया सुल्तान भी उसमे समाई है..
समाज के बंधनो से जो लड़ रही..
उसे भी वीरांगना कहते है..
कभी माँ, कभी बहन, तो कभी पत्नी..
हर रिश्ता उसने निभाया है..
पर फिर भी घुट-घुट के मार रही..
उसे भी वीरांगना कहते है..
परिवार की इज्ज़त है वो बेटी..
माँ बनके ब्च्चो की ढाल है वो..
आज सम्मान के लिए भी लड़ रही..
उसे भी वीरांगना कहते है..
हाँ कल्पना.. हाँ किरण बेदी..
जिन्होने देश का मान बढ़ाया है..
हाँ इंदिरा गाँधी.. हाँ सानिया मिर्ज़ा..
देश को आगे बढ़ाया है..
पर..
रोज़ अपने दम पर जो.. परिवार पाल रही..
उसे भी वीरांगना कहते है..
Anybody want any poem on any topic, Leave comments :) I'll soon create poem for you :) Thank You!
Comments
Post a Comment